Skip to main content
Dil to gardish
Dil to gardish ma ha un ka
log kahtaa ha bandaa pagal ha saqib
Ab dil ki tamanna hai to ai kaash yahi ho
Aansu ki jagah aankh se hasrat nikal aaye
اب دل کی تمنا ہے تو اے کاش یہی ہو
آنسو کی جگہ آنکھ سے حسرت نکل آئے
Duniya ne teri yaad se begana kar diya
Tujh se bhi dil-fareb hain gham rozgar ke
دنیا نے تیری یاد سے بیگانہ کر دیا
تجھ سے بھی دل فریب ہیں غم روزگار کے
Bas sirf tu hi thi kay duniya ma
hum ko jo mill na sakhi saqib
Maana Ki Teri Deed Ke Qabil Nahi Ho Main
Tu Mera Shauq Dekh Mera Intizar dekh
माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख
مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں
تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیک
Manaa koi aysaa bi hotaa ha jahaa ma
jo log mar ta ha hal e dill lakar saqib
Nahi Nahi Ye Khabar Dushmanon Ne Di Hogi
Wo Aaye Aa Ke Chale Bhi Gaye Mile Bhi Nahi
نہیں نہیں یہ خبر دشمنوں نے دی ہوگی
وہ آئے آ کے چلے بھی گئے ملے بھی نہیں
NA koi yad ha ab hum ko jahaa ma
Bs sirf yadaa hi yad ha saqib
Jis Tarah Khawab Mere Ho Gaye Reza Reza
Us Tarah Se Na Kabhi Tut Ke Bikhare Koi
جس طرح خواب مرے ہو گئے ریزہ ریزہ
اس طرح سے نہ کبھی ٹوٹ کے بکھرے کوئی
Jab janaa khud ko sayee sa magar
dill ka hatoo khud ko hi laa dubaa saqib
Mai Phool Chunti Rahi Aur Muje Khabar Na Hui
Wo Shaks Aa Ke Mere Sheher Se Chala Bhi Gaya
میں پھول چنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی
وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا
Ma wo rastaa to nahi jo bull jawoo tum sa
ya bi to taree dill farabee ka andaz lag ta ha
Kuch To Tere Mausam Hi Mujhe Raas Kam Aaye
Aur Kuch Meri Mitti Mai Bagawat Bhi Bohat Thi
کچھ تو ترے موسم ہی مجھے راس کم آئے
اور کچھ مری مٹی میں بغاوت بھی بہت تھی
Nahi yad hum ko kab a dill da batha
taree chahat ma magar kud ko bulaa bathaa
Kamal-e-Zabt Ko Khud Bhi To Azmaungi
Mai Apne Hathon Se Us Ki Dulhan Sajaun gi
کمال ضبط کو خود بھی تو آزماؤں گی
میں اپنے ہاتھ سے اس کی دلہن سجاؤں گی
wafaa a yar karkaa wafaaa a bull bathaa ha saqib
nahii maloom hum ko kis semat lot janaa ha
Comments
Post a Comment